Monday, March 11, 2013

Doast.....dedicated to my friend Raja



aaj fir ek toofan utha hai yaaron se milne ka ...
aaj fir ek talab uthi hai unse milne ki

ye kiska imtehaan hai a aasma wale .... na koi call ... na koi jawab mere email ka....
plan to banata hoon hazar par ho jaata hai bezaar har baar

A aasmawale thodi to de inko samajh ....
main choad aaonga apni duniya (samajhdar to ishaara kafi hai ;-) wink ...wink) bejhijack ....

na jaane unke saath do pal gujaarne/nivaale khaane ke liye dhoonde kitne buffet dinner ke website ....
tabhi manager ne dekha aur liya left right



aaj fir ek toofan utha hai yaaron se milne ka
aaj fir ek talab uthi hai unse milne ki

1 comment:

  1. Sahi.. Raja ko tah toh karo.. Or.. send the link to him..

    ReplyDelete